SKS Hospital, Mathura
Home / Departments / Mathura me Pet ki Bimari ka Ilaj

Department of General Medicine

Mathura me Pet ki Bimari ka Ilaj – Gastro Care at SKS Hospital

Baar-baar gas, khatti dakar, pet phoolna, kabz ya loose motion se pareshan hain? SKS Hospital me Mathura me pet ki bimari ka ilaj sahi jaanch, kaaran ki pehchaan aur aasaan treatment ke saath hota hai, taaki aapka pachan phir se theek ho sake.

  • Bharosemand hospital
  • Ek campus par jaanch
  • Team care

Aaj Hi Pet ki Jaanch Book Karein

Agar aap Mathura me gastro doctor, Mathura me pet specialist doctor, ya Mathura me pet aur aanton ke specialist dhoondh rahe hain? NH-19 (old NH-2) par SKS madad ke liye taiyar hai.

    Your information will be securely sent to and stored in Google Sheets for the purpose of processing your form submission.

    Our team calls within 30 minutes during OPD hours to confirm doctor and time. For emergencies, call +91 86799 11011.

    350+ beds

    Teaching hospital

    24×7

    Emergency & ambulance

    Quality care

    NABH-aligned standards

    Critical care

    ICU on the same campus

    Diagnostics

    On site, not outsourced

    Cashless

    Insurers & TPAs

    SKS Hospital me Pet aur Pachan ki Care

    Pet ki har problem ek jaisi nahi hoti. Galat khana, tension, infection, ulcer ya liver ki bimari – sabka ilaj alag hai. Isliye Mathura me pet ki bimari ka sahi ilaj kaaran dhoondh kar hi shuru hota hai.

    SKS Hospital ne 25 October 2016 se kaam shuru kiya aur ab tak 22,94,108 se zyada patients ki care aur 32,668+ surgeries ki ja chuki hain. SKS Medical College & Research Centre ka teaching hospital hone ke kaaran, yahan medicine, surgery, bachchon ke doctor, lab aur radiology teams ek campus par saath kaam karti hain. Ise log Mathura me pet ki bimari ka hospital maante hain.

    SKS Hospital, Mathura

    Pet ki Bimariyan Jinka Hum Ilaj Karte Hain

    SKS Hospital Mathura me pet rog visheshagya team pet ki sari aam aur purani problems ka ilaj karti hai.

    Gas aur Pet Phoolna — Khane ke baad pet bhaari lagna aam hai. Mathura me pet me gas ka ilaj aur Mathura me pet phoolne ka ilaj khane ki aadat aur kaaran dono par focus karta hai.

    Acidity aur Khatti Dakar — Seene me jalan aur khatta paani acid reflux ka sign hai. Mathura me acidity ka ilaj aur Mathura me khatti dakar ka ilaj dawa aur diet se hota hai.

    Kabz aur Purani Kabz — Hafte me 3 se kam baar potty ya zor lagana kabz hai. Mathura me kabz ka ilaj fibre, paani aur dawa se hota hai, jabki Mathura me purani kabz ka ilaj me tests bhi kiye jaate hain. Kai logon ko Mathura me pet me gas aur kabz ka ilaj ek saath chahiye hota hai.

    Loose Motion aur Pet Kharab — Ganda paani ya khana loose motion ka aam kaaran hai. Mathura me loose motion ka ilaj ORS se shuru hota hai. Mathura me pet kharab ka ilaj aur Mathura me baar baar pet kharab hone ka ilaj me infection aur IBS ki jaanch hoti hai.

    Pet me Infection — Bacteria, virus ya keede se dard, bukhar aur dast hote hain. Mathura me pet me infection ka ilaj sahi test ke baad dawa se hota hai.

    Ulcer — Pet ya chhoti aant me ghaav se khali pet dard aur jalan hoti hai. Mathura me ulcer ka ilaj pylori ki jaanch aur dawaon se hota hai.

    Aanton me Sujan (IBD aur IBS) — Lambe samay tak dast, khoon ya dard aanton me sujan ka sign hai. Mathura me aanton me sujan ka ilaj lambe follow-up ke saath hota hai.

    Bachchon ke Pet ki Problem — Bachchon me dast, kabz, pet dard ya keede aam hain. Mathura me bachon ke pet ka doctor bachche ki umar ke hisaab se ilaj karta hai.

    SKS Hospital, Mathura
    SKS Hospital, Mathura
    SKS Hospital, Mathura

    SKS Hospital me Pet ki Jaanch aur Ilaj

    Subse pahle Mathura me pet ki bimari ka test hota hai fir sahi kaaran janne ke baad ilaj tay hota hai. Pet ki bimari ke liye niche likhe tests kiye jate hain:

    Blood, Stool aur H. Pylori Test

    Khoon, potty aur saans ke test infection, khoon ki kami aur ulcer ka kaaran batate hain.

    Pet ka Ultrasound

    Pathri, Kidney or liver me sujan ki janch ke liye Mathura me pet ka ultrasound kiya jata hai.

    Pet ka CT Scan

    Gambhir pet dard, rukawat ya pet ki gaanth ki janch ke liye Mathura me pet ka CT scan kiya jata hai.

    Endoscopy aur Colonoscopy

    Is janch me patli camera wali tube se pet aur aanton ko andar se dekha jata hai.

    Dawa aur Diet Plan

    Mathura me pet ki bimari ka medical treatment me dawa, diet plan aur zarurat par surgery shamil hai.

    Pet ki Problem ke Aam Kaaran

    Zyadatar pet ki problem roz ki galat aadaton aur khane-peene se judi hoti hai:

    • Tala-bhuna, masaledar khana aur der raat khana
    • Kam paani aur kam fibre
    • Tension, kam neend aur sharab ya tambaku
    • Bina parchi ki dard ki dawa (painkiller)

    Inhe badalne se Mathura me pet ki problem ka ilaj aur bhi asar karta hai.

    SKS Hospital, Mathura

    Mathura me Pet ki Bimari ka Ilaj SKS me Kyun?

    Mathura me gastro hospital ya Mathura me pet rog hospital dhoondh rahe log SKS ko inn kaaranon se chunte hain:

    • Bharosemand hospital – 2016 se 22,94,108+ patients aur 32,668+ surgeries SKS me
    • Ek campus par jaanch – blood test, ultrasound, CT aur endoscopy
    • Team care – medicine, surgery aur bachchon ke doctor saath
    • Pet ki sabhi bimari – Mathura me pet ki sabhi bimari ka ilaj ek jagah
    • 24×7 emergency – tez pet dard, khoon ki ulti ya behoshi par
    • Saaf kharcha – test aur ilaj ka kharcha pehle bataya jata hai
    SKS Hospital, Mathura

    Pet ki Problem me Doctor ko Kab Dikhayein?

    Ye lakshan dikhein to bilkul der na karein, turant doctor se milein:

    • Pet me tez ya lagatar badhta dard
    • Khoon ki ulti, kaali ya khoon wali potty
    • Bina kaaran vajan ghatna ya bhookh khatam hona
    • 50 ki umar ke baad pehli baar pachan ki problem
    SKS Hospital, Mathura

    SKS Hospital Me Pet ki Bimari Ke Ilaj Ki Step-by-Step Prakriya

    SKS Hospital mein pet ki bimariyon ka ilaj patient ki condition ko samajhne aur sahi diagnosis karne ke baad shuru kiya jaata hai:

    • Consultation – lakshan, khana aur dawaon ki history
    • Tests – blood, stool ya ultrasound
    • Endoscopy ya scan – zarurat padne par
    • Diagnosis – kaaran saaf shabdon me
    • Ilaj – dawa, diet ya surgery
    • Follow-up – sudhar dekhne ke liye check-up
    SKS Hospital, Mathura

    Visit ke Liye Kya Documents Laayein

    Apni purani medical reports, test results aur medical history saath laayein, taaki Mathura mein pet ke doctor aapki condition ko samajhkar sahi ilaj plan kar sakein.

    • Purani blood, ultrasound ya endoscopy reports
    • Sabhi dawaon ki list
    • Lakshan kab se hain, iski jaankari
    • Insurance, Aadhaar aur Ayushman card (agar eligible hon)
    SKS Hospital, Mathura

    Pet ke Ilaj ka Kharcha aur Insurance

    mathura me pet ki bimari ka ilaj consultation

    SKS Hospital mein tests, endoscopy aur treatment se jude kharche ki jaankari pehle hi clearly di jaati hai. Consultation aur tests:. Endoscopy, ultrasound, CT:. Cashless insurance: eligible admission ke liye, pre-authorisation me madad.

    Cashless with insurers and TPAs

    Ayushman Bharat (PM-JAY)

    Aaj Hi Pet ki Jaanch Book Karein

    Agar aap Mathura me gastro doctor, Mathura me pet specialist doctor, ya Mathura me pet aur aanton ke specialist dhoondh rahe hain? NH-19 (old NH-2) par SKS madad ke liye taiyar hai.

      Your information will be securely sent to and stored in Google Sheets for the purpose of processing your form submission.

      Our team calls within 30 minutes during OPD hours to confirm doctor and time. For emergencies, call +91 86799 11011.

      SKS Hospital, Mathura

      Frequently Asked Questions

      Answers to common questions about mathura me pet ki bimari ka ilaj at SKS Hospital, Mathura — appointments, recovery, insurance and emergencies.

      Pet ki bimari ke liye physician ya gastroenterologist sahi hai.

      Zyadatar nahi, par lagatar problem ulcer ka sign ho sakti hai.

      Lagatar jalan, khoon ki ulti, vajan ghatna ya nigalne me dikkat ho to doctor endoscopy ki salah dete hain.

      Zyadatar nahi. Gala sunn kar test 10–15 minute me hota hai.

      Fibre, paani, roz walk aur sahi samay par toilet ki aadat. Zarurat par dawa.

      Mathura me pet ki purani bimari ka ilaj kaaran par depend karta hai. Ulcer theek hota hai, IBS aur IBD control me rehte hain.

      Paediatrician ko pehle dikhayein. Zarurat par bachon ka gastroenterologist ya referral ki salah di jaati hai.

      Haan. Tension se gas, acidity aur IBS badh sakte hain.

      Mathura me pet rog ka ilaj aur Mathura me pachan ki samasya ka ilaj SKS me jaanch se lekar surgery tak ek campus par hota hai.

      Haan. Mathura me endoscopy hospital chunte samay saaf-safai, anubhavi team aur emergency support dekhein. Pet ki samasya ka upchar aur sari bimari ka ilaj tabhi safe rehta hai.

      Facilities at SKS Hospital

      SKS Hospital, Mathura

      24×7 emergency

      SKS Hospital, Mathura

      Critical care / ICU

      SKS Hospital, Mathura

      OPD

      SKS Hospital, Mathura

      Diagnostics on campus

      SKS Hospital, Mathura

      Ambulance with ALS support

      SKS Hospital, Mathura

      In-house pharmacy, 24×7

      Visiting the hospital

      • NH-19 (old NH-2), 21st Mile Stone, Village Chaumuhan, Tehsil Chhata, Mathura – 281406, Uttar Pradesh
      • Parking available · On NH-19 (old NH-2), Chaumuhan, Mathura
      • OPD: Monday to Saturday, 9:00 AM – 4:00 PM
      • Emergency: 24×7
      SKS Hospital, Mathura