Department of General Medicine
Mathura me Sans ki Bimari ka Ilaj – Saans aur Fefdon ki Care at SKS
Seedhi chadhte hi saans phoolti hai? Raat mein khansi rukti nahi? Seene me jakdan ya balgam ki pareshani hai? Ye saans ya fefdon ki bimari ke sign ho sakte hain. SKS Hospital me Mathura me sans ki bimari ka ilaj sahi jaanch aur aasaan treatment ke saath kiya jata hai.
- Bharosemand hospital
- 24×7 emergency
- Ek campus par jaanch
Aaj Hi Saans ki Jaanch Book Karein
Mathura me saans lene me dikkat ka doctor ya Mathura me fefdo ke infection ka doctor dhoondh rahe hain? NH-19 (old NH-2) par SKS madad ke liye taiyar hai.
Our team calls within 30 minutes during OPD hours to confirm doctor and time. For emergencies, call +91 86799 11011.
Teaching hospital
Emergency & ambulance
NABH-aligned standards
ICU on the same campus
On site, not outsourced
Insurers & TPAs
SKS Hospital me Saans aur Fefdon ki Care
Saans phoolna kai kaaranon se hota hai. Asthma, COPD, infection, TB ya dil ki bimari – sabka ilaj alag hai. Isliye Mathura me saans ki bimari ka ilaj sahi kaaran dhoondh kar shuru hota hai.
25 October 2016 se SKS Hospital patients ko medical care provide kar raha hai. Ab tak 22,94,108+ patients ka treatment aur 32,668+ surgeries ki ja chuki hain. SKS Medical College & Research Centre ka teaching hospital hone ke naate, yahan chest medicine, emergency, ICU aur laboratory teams ek hi campus mein milkar kaam karti hain.
Saans aur Fefdon ki Bimariyan Jinka Hum Ilaj Karte Hain
SKS Hospital me Mathura me saans ke specialist doctor har umar ke patients me ye problems dekhte hain.
Asthma (Dama) — Saans ki nali mein sujan se ghabrahat, seeti jaisi aawaz aur khansi hoti hai. Mathura me sans nali me sujan ka ilaj inhaler se hota hai.
COPD aur Purani Saans ki Bimari — Beedi, cigarette ya chulhe ke dhuen se fefde kamzor hote hain. Mathura me fefda kharab hone ka ilaj bimari ko badhne se rokta hai.
Fefdon me Infection (Pneumonia) — Bukhar, khansi aur seene me dard pneumonia ke sign hain. Mathura me fefdo me infection ka ilaj antibiotic aur zarurat par admission se hota hai.
Bronchitis aur Balgam — Lagatar khansi aur gaadha balgam saans ki nali ki sujan se hota hai. Mathura me fefdo me balgam ka ilaj aur Mathura me saans ki nali ka ilaj dawa aur nebulisation se hota hai.
Fefdon me Sujan aur Dard — Pleurisy ya fefdon ke aas-paas paani se saans lene par dard hota hai. Mathura me fefdo me sujan ka ilaj aur Mathura me fefdo me dard ka ilaj sahi janch aur kaaran janne ke hisaab se hota hai.
TB aur Lambi Khansi — 2 hafte se zyada khansi ho to TB ki jaanch zaruri hai. Mathura me khansi ka doctor sputum test aur X-ray karwane ki salah dete hai sahi karan janne par upchar krte hai.
Achanak Saans Phoolna — Asthma attack, dil ki problem ya fefdon me khoon ka thakka achanak saans phula sakta hai. Mathura me achanak saans fulne ka ilaj SKS emergency me 24×7 hota hai.
SKS me Saans ki Jaanch aur Ilaj
SKS Hospital me Mathura me saans ki problem ka ilaj sahi test aur janch ke bad shuru kiya jata hai:
Chest X-Ray aur CT Scan
X-ray infection, paani ya TB dikhata hai. CT scan fefdon ki detail jaanch karta hai.
Lung Function Test (Spirometry)
Machine me phoonk kar fefdon ki taakat naapi jati hai. Isse asthma aur COPD ka pata chalta hai.
Blood, Sputum aur Oxygen Test
Khoon ki jaanch, balgam ka test aur pulse oximeter se oxygen level dekha jata hai.
Inhaler aur Dawa
Inhaler dawa ko seedhe fefdon tak pahunchata hai. Mathura me saans fulne ka ilaj aur Mathura me sans phulne ka ilaj me inhaler sabse zaruri hai.
Nebulisation aur Oxygen
Attack ke samay nebuliser aur oxygen se saans jaldi sudharti hai.
ICU aur Ventilator Care
Gambhir patients ke liye ICU me oxygen aur ventilator support milta hai.
Saans Lene me Dikkat Ho To Kya Kare?
Mathura me sans lene me dikkat ho to turant ye steps lein:
- Seedhe baith jayein, let na jayein
- Tight kapde dheele karein
- Agar inhaler hai to doctor ke bataye anusaar lein
- Aaram na mile to turant 24×7 emergency jayein
Saans Phoolne ke Aam Kaaran
Saans phoolne ke peeche aksar ye roz ki cheezein ya purani bimariyan hoti hain:
- Beedi, cigarette aur chulhe ka dhuan
- Dhool, pollution aur fasal jalane ka dhuan
- Motapa aur kam chalna-phirna
- Khoon ki kami, dil ki bimari ya thyroid
Inka dhyan rakhne se ilaj aur jaldi asar karta hai.
Mathura me Sans ki Bimari ka Ilaj SKS me Kyun?
Mathura me saans ki bimari ka doctor dhoodh rhe SKS Hospital ko chunte hai kyuki:
- Bharosemand hospital – 2016 se 22,94,108+ patients aur 32,668+ surgeries SKS me
- 24×7 emergency – achanak saans phoolne par turant care
- Ek campus par jaanch – X-ray, CT, blood test aur oxygen check
- ICU support – gambhir patients ke liye
- Inhaler training – sahi tarika har visit par
- Saaf kharcha – test aur ilaj ka kharcha pehle bataya jata hai
Kya lakshan dikhne par turant Emergency Jayein
Agar ye lakshan dikhein to bilkul der na karein. Turant hospital jayein:
- Bolne me bhi saans tootna
- Hont ya naakhun neele padna
- Seene me tez dard ya khoon wali khansi
- Behoshi, bhram ya bahut zyada neend
SKS Hospital Me Fefdo Ke Ilaj Ki Step-by-Step Prakriya
SKS Hospital mein Mathura ke patients ke liye fefdon se judi bimari ka ilaj inn prikiya ke anusar kiya jaata hai:
- Consultation – lakshan, dhumrapan aur kaam ki history
- Tests – X-ray, blood test aur oxygen check
- Lung test – zarurat par spirometry
- Diagnosis – bimari aur gambhirta saaf shabdon me
- Ilaj – inhaler, dawa ya admission
- Follow-up – sudhar dekhne ke liye regular check
Visit ke Liye Kya Documents Laayein
Sahi diagnosis ke liye Mathura me saans ki dikkat ke ilaj ke dauran apni purani medical reports, chest X-ray, blood test aur lung test ki reports saath laayein.
- Purane X-ray, CT ya lung test reports
- Sabhi inhaler aur dawaiyan
- Dhumrapan ya dhuen me kaam ki jaankari
- Insurance, Aadhaar aur Ayushman card (agar eligible hon)
Saans ke Ilaj ka Kharcha aur Insurance
mathura me sans ki bimari ka ilaj consultation
SKS Hospital mein test, hospital admission aur ICU charges ke baare mein pehle se poori jaankari di jaati hai. Consultation aur tests:. Admission aur ICU:. Cashless insurance: eligible admission ke liye, pre-authorisation me madad.
Aaj Hi Saans ki Jaanch Book Karein
Mathura me saans lene me dikkat ka doctor ya Mathura me fefdo ke infection ka doctor dhoondh rahe hain? NH-19 (old NH-2) par SKS madad ke liye taiyar hai.
Our team calls within 30 minutes during OPD hours to confirm doctor and time. For emergencies, call +91 86799 11011.
Frequently Asked Questions
Answers to common questions about mathura me sans ki bimari ka ilaj at SKS Hospital, Mathura — appointments, recovery, insurance and emergencies.
Saans lene me dikkat hona kitna gambhir hai?
Mathura me sas lene me dikkat hona halki ya gambhir dono ho sakti hai. Achanak ya badhti dikkat me turant doctor ko dikhayein.
Saans phoolne par turant kya karein?
Saans fulne seedhe baithein, inhaler lein aur aaram na mile to emergency mein jayein.
Saans lene mein takleef kyun hoti hai?
Saans lene mein takleef asthma, infection, COPD, anaemia ya dil ki bimari se ho sakti hai.
Saans chadna kaise theek hota hai?
Saans chadna ka ilaj kaaran par depend karta hai. Inhaler, dawa aur vajan kam karna madad karta hai.
Kya asthma poori tarah theek hota hai?
Asthma aam taur par poori tarah theek nahi hota. Par sahi inhaler se ise achhe se control kiya ja sakta hai.
Kya inhaler ki aadat lag jati hai?
Nahi. Inhaler me dawa kam matra me seedhe fefdon tak jaati hai. Ye tablet se zyada safe hai.
Fefdon ko kharab hone se kaise bachayein?
Dhumrapan chhodein, dhuen se bachein, mask pehnein aur flu aur pneumonia ka teeka lagwayein.
Saans ki bimari me kaun sa doctor dikhayein?
Saans ki bimari ke liye Chest physician (pulmonologist) sahi doctor hota hai. Mathura me fefde ka ilaj aur Mathura me sas ki bimari ka ilaj ke liye yahi pehla kadam hai.
Saans ki takleef mein ghar par kya karein?
Mathura mein saans ki takleef ka ilaj doctor ki salah se hi karein. Ghar par dhuen aur dhool se bachein, aur inhaler paas rakhein.
Saans ki bimari ka ilaj kitne din chalta hai?
Mathura me saans ka ilaj infection me 1–2 hafte aur asthma, COPD me lamba chalta hai aur regular follow-up se behtar hota hai.
Facilities at SKS Hospital
24×7 emergency
Critical care / ICU
OPD
Diagnostics on campus
Ambulance with ALS support
In-house pharmacy, 24×7
Visiting the hospital
- NH-19 (old NH-2), 21st Mile Stone, Village Chaumuhan, Tehsil Chhata, Mathura – 281406, Uttar Pradesh
- Parking available · On NH-19 (old NH-2), Chaumuhan, Mathura
- OPD: Monday to Saturday, 9:00 AM – 4:00 PM
- Emergency: 24×7